ये रात खुशनसीब है Ye Raat Khushnaseeb Hai Lyrics in Hindi – Aaina

Ye Raat Khushnaseeb Hai lyrics in Hindi from the movie Aaina sung by Lata Mangeshkar. This evergreen song is written by Sameer and the music is composed by Dilip Sen-Sameer Sen. Starring Jackie Shroff, Juhi Chawla and Amrita Singh.
सांसों में तुम

दिल की धड़कन में तुम

रहते हो

मेरे ख्यालों में तुम


ये रात खुशनसीब है
जो अपने चाँद को
कलेजे से लगाये सो रही है
यहाँ तो गम की सेज पर
हमारी आरज़ू
अकेली मुंह छुपाये रो रही है


ये रात खुशनसीब है
जो अपने चाँद को
कलेजे से लगाये सो रही है


साथी मैंने पाके तुझे खोया
कैसा है ये अपना नसीब
होओ ओ
तुझसे बिछड़ गई मैं तो
यादें तेरी है मेरे करीब
होओ ओ ओओ ओ
तू मेरी वफ़ाओं में
तू मेरी सदाओं मैं
तू मेरी दुआओं में


ये रात खुशनसीब है
जो अपने चाँद को
कलेजे से लगाये सो रही है


कटती नहीं है मेरी रातें
कटते नहीं है मेरे दिन
हो ओ ओ ओ
मेरे सारे सपने अधूरे
जिंदगी अधूरी तेरे बिन
होओ ओ ओओ ओ


ख्वाबों में निगाहों में
प्यार की पनाहों में
आ छुपाले बाहों में


ये रात खुशनसीब है
जो अपने चाँद को
कलेजे से लगाये सो रही है
यहाँ तो गम की सेज पर
हमारी आरज़ू
अकेली मुंह छुपाये रो रही है

Saanson mein tum

Dil ki dhadkan mein tum

Rehte ho

Mere khyaalon mein tum


Ye raat khushnaseeb hai
Jo apne chaand ko
Kaleje se lagaye so rahi hai
Yahan to gum ki sej par
Humaari aarzoo
Akeli muh chhupaaye ro rahi hai


Ye raat khushnaseeb hai
Jo apne chaand ko
Kaleje se lagaye so rahi hai


Saathi maine paake tujhe khoya
Kaisa hai ye apna naseeb
Hoo o
Tujhse bichhad gayi main to
Yaadein teri hai mere kareeb
Hoo o oo o
Tu meri wafaon mein,
Tu meri sadaon mein
Tu meri duwaaon mein


Ye raat khushnaseeb hai
Jo apne chaand ko
Kaleje se lagaye so rahi hai


Katati nahi hai meri raatein
katatein nahi hai mere din
Ho o o o
Mere saare sapne adhure
Zindagi adhuri tere bin
Hoo o oo o


Khwabon mein nigaahon mein
Pyar ki panaahon mein
Aa chhupale baahon mein


Ye raat khushnaseeb hai
Jo apne chaand ko
Kaleje se lagaye so rahi hai
Yahan to gum ki sej par
Humaari aarzoo
Akeli muh chhupaaye ro rahi hai



The post ये रात खुशनसीब है Ye Raat Khushnaseeb Hai Lyrics in Hindi – Aaina appeared first on Latest Lyrics.


http://dlvr.it/THKnQg

Comments