जो तुम मेरे हो Jo Tum Mere Ho Lyrics in Hindi – Anuv Jain

Jo Tum Mere Ho Lyrics in Hindi, sung by Anuv Jain. The song is written by Anuv Jain and music composed by Angad Bahra.


Jo Tum Mere Ho Song Details




Jo Tum Mere Ho Lyrics in Hindi – Anuv Jain



हैरान हूँ

कि कुछ भी ना माँगूँ कभी मैं

जो तुम मेरे हो


ऐसा हो क्यूँ?
कि लगता है हासिल सभी हैं
जो तुम मेरे हो


जो तुम मेरे हो
तो मैं कुछ नहीं माँगूँ
दुनिया से


और तुम हो ही नहीं
तो मैं जीना नहीं चाहूं
दुनिया में


और नज़रों में मेरे
एक जहाँ है
जहां तू और मैं
अब साथ हैं


और वहाँ कोई नहीं
तू और मैं ही हैं


और आओगे ऐसे आओगे
तेरी मेरी क्या ये राहें
यूँ जुड़ी हैं


और राहों में ही
जो तुम आए कभी
हम तो प्यार से ही
मर जाएंगे


और आओगे ऐसे आओगे
तेरी मेरी अब ये राहें
यूँ जुड़ी हैं


और राहों में ही
जो तुम आए नहीं
हम तो फिर भी
तुम्हें ही चाहेंगे


जो तुम मेरे हो
तो मैं कुछ नहीं माँगूँ
दुनिया से


पूछे ये तू
कि तुझमें मैं क्या देखता हूँ?
जब चारों तरफ
आज कितने ही सारे नज़ारे हैं


जाने न तू
खुद को यूँ न जाने क्यूँ?
नज़रों से मेरी यहाँ
देखो ना खुद को ज़रा


देखो ना देखो ना ज़ुल्फ़ों से
कैसे ज़ुल्फ़ों से
तेरी छुपती प्यारी प्यारी सी
मुस्कान है


और नज़रें झुकी
और नज़रें उठी
तो मैं क्या ही करूँ?
बर्बाद मैं


तेरे होंठों को
तेरे होंठों को
जिनसे रखती मेरे
प्यारे प्यारे नाम है


और दिल का तेरे
और दिल का तेरे
अब मैं क्या ही कहूँ?
क्या बात है


और हाँ देखो यहाँ
कैसे आई 2 दिलों की
ये बारात है


पर क्या खुला आसमान
या फिर लाई यहाँ ज़ोरों से
बरसात है?


चाहे हो छाए भी बादल तो
चाहे फिर भी तुम्हें
क्या पता तुमको?


माँगूँ ना कुछ और जो
तुम मेरे हो
हाँ हाँ हाँ



More Hindi Songs:
तेरे बिन ज़िन्दगी Tere Bin Zindagi
जादू Jadoo
मेरे भोले नाथ Mere Bhole Nath
मेरे बन जाओ Mere Ban Jao
तेरी गलियों से Teri Galiyon Se
हार्ट दी बीट ते Heart Di Beat Te


Jo Tum Mere Ho Lyrics in English



Hairaan hoon

Ki kuchh bhi na maangun kabhi main

Jo tum mere ho


Aisa ho kyun?
Ki lagta hai haasil sabhi hain
Jo tum mere ho


Jo tum mere ho
Toh main kuchh nahi maangun
Duniya se


Aur tum ho hi nahi
Toh main jeena nahi chahun
Duniya mein


Aur nazron mein mere
Ek jahaan hai
Jahaan tu aur main
Ab saath hain


Aur wahan koyi nahi
Tu aur main hi hain


Aur aaoge aise aaoge
Teri meri kya yeh rahein
Yoon judi hain


Aur raahon mein hi
Jo tum aaye kabhi
Hum toh pyar se hi
Mar jaayenge


Aur aaoge aise aaoge
Teri meri ab yeh raahein
Yoon judi hai


Aur raahon mein hi
Jo tum aaye nahi
Hum toh phir bhi
Tumhein hi chaahenge


Jo tum mere ho
Toh main kuchh nahi maangun
Duniya se


Poochhe yeh tu
Ki tujhme main kya dekhta hoon?
Jab charon taraf
Aaj kitne hi saare nazare hain


Jaane na tu
Khud ko yoon na jaane kyun?
Nazron se meri yahan
Dekho na khud ko zara


Dekho na dekho na zulfon se
Kaise zulfon se
Teri chhupti pyari pyari si
Muskaan hai


Aur nazrein jhuki
Aur nazrein uthi
Toh main kya hi karun?
Barbaad main


Tere honthon ko
Tere honthon ko
Jinse rakhti mere
Pyare pyare naam hai


Aur dil ka tere
Aur dil ka tere
Ab main kya hi kahun?
Kya baat hai


Aur haan dekho yahan
Kaise aayi 2 dilon ki
Yeh baraat hai


Par kya khula aasmaan
Ya phir lai yahan zoron se
Barsaat hai?


Chahein ho chhaye bhi badaal toh
Chahein phir bhi tumhein
Kya pata tumko?


Maangun na kuchh aur jo
Tum mere ho
Haan haan haan




The post जो तुम मेरे हो Jo Tum Mere Ho Lyrics in Hindi – Anuv Jain appeared first on Latest Lyrics.


http://dlvr.it/TCWDNm

Comments